Está en la página 1de 1

Jab Allah hi har jagah maujood he to phir mein kis jagah maujood hoon?

Yani har
shan me wohi maujood he- koi iska gair nahinAey talibo me tumhare saath har jagah hoon
Aankho me aur dilon me mein hi samaya hoon
WAYAS-TAU-NA-KA AHAQQUM HUV-A
QUL IY-A WARA-BBI INNAHU LAHAQQUAey Mohammed sallallaho alaihiwasallam aap se puchhte he kya ye haq he?
- kahe ha qasam he mere rab ki ye haq he
Tasdeeq Hui ye bat ki haq hi haq he gair haq maujood hi nahin aur na tha IQRA-A KITABAK-A KAFA BINAFSHIK-AL YAUM-A ALAIK-A HASIBA Padh tu apni kitab kafi he
Teri jaan hi aaj ke Roz tere par muhasib
Aey insan apni kitab-e- haqqeqat ki waraq girdani kar ke tu kon he ?
To tujhe maloom hoga ki tu rooh he - aur rooh alarawah se mutaheed he - Teri zat
zat-e-baritala ki gair nahin aur jisko tu apna muhasib samjha hua he woh baad
Al-marifat Teri hi zat niklegiYaani tu khud hi apne par muhasib hogaPesh jisne pehchan liya apne aap ko usne pehchan liya Allah ko is liye ki Allah
musal aaina Saaz ke he , surat-e-insan musal aina ke aur rooh musal aks ke he Aina-e-saaz yani Allah apne aks yani rooh se keh sakta he AEY MERE DIL SHAIDA JO TU HE WOHI MEIN HU
PHIR KISLIYE PARDAH
JO TU HE WOHI MEIN HU
AINA BANAYA PHIR AKS SE YUN BOLE
KYUN BAAT NAHIN KARTA JO TU HE WOHI MEIN HU.

También podría gustarte